Thursday, 2 October 2014

Dil Mein Rehne Wali Dil Tod Kar Naa Jaa…

Mujhe Yun Mere Haal Par
Chhod Kar Na Jaa…

Dil Mein Rehne Wali Dil
Tod Kar Naa Jaa…

Mizaj To Waqt Ke Sath
Badalte Bhi Hai...

Itni Si Baat Par Mooh Mod
Kar Naa Jaa…

Kaise Rahunga Tujh Bin
Jeena Nahi Aata...

Dil Ko Yun Mere Tanha
Chhod Kar Naa Jaa. …

"Tanha Jeete Hai Deewane
Tum Bhi Jee Lena"

Muskarakar Aise Alafaz
Bol Kar Naa Jaa….

Apna Deewana Banakar,
Pyar Ka Jaam Pilakar…

Zindgani Mein Judai Ka
Zehar Ghol Kar Na Jaa…..

No comments:

Post a Comment