"अपनी साँसों से बिछड़ सकता हूँ जानां लेकिन
गैर मुमकिन है कि अब तुझसे जुदा हो जाऊँ
तू फरिश्तों की तरह हाथ उठाये रहना
मैं तेरे इश्क़ में शायद की ख़ुदा हो जाऊँ ..
"Apni Saanson Se Bichhad Sakta
Hoon Janaan Lekin
Gair Mumkin Hai Ki Ab Tujhse Judaa
Ho Jaaun
Tu Farishton Kee Tarah Haath
Uthaaye Rahna
Main Tere Ishq Mein Shayad Kee
Khuda Ho Jaaun..
No comments:
Post a Comment