Tuesday, 2 December 2014

Aansu mat bahana mujhe yaad karke varna naraz ho jaunga

Meri yaad aayegi aapko jab dur chali
jaunga
.
Dur itna ki kabhi laut k na aaunga
.
Ab tak shayad aapke dil me rehta tha
.
Phir apki yaad me bus
jaunga
Yad aayegi batein aur
mulakate,
Magar tab kabhi aapse
mil nahi paunga
Tadpenge mere bare
me soch kar,
Magar tab mai nazar nhi aaunga
Aapko "JAAN" se zyada chahta hu,
par shayad sabit nhi kar paunga
Mere pyaar ko sahara
dena tab.
Jab aakhiri dum par
aapko bulaunga
Meri yaad aaye to raat
ko bahar aake dekhna,
Ek chamkta hua tara
ban jaunga
Bahut dur ja chuka hunga aapse,
Par dil ko yahi chod
jaunga
Aansu mat bahana
mujhe yaad karke
varna naraz ho jaunga

No comments:

Post a Comment