Rehne de aasma, zameen ki
talash kar,
Sab kuchh yahin hai, kahin aur
na talaash kar..
Har aarzoo puri ho, toh jeene ka
kya mazaa
Jeene ke liye bas ek khubsurat
wajah ki talash kar..
Na tum dur jana na hum dur
jayenge,
apne-apne hisse ki dosti hum
nibhayenge,
Bahut achha lagega zindagi ka ye
safar,
Aap waha se yaad karna hum
yaha se muskrayge..
Kya bharosa hai zindgani ka
Insaan bulbula hai paani ka
Jee rahe hai kapde badal badal
kar
Ek din ek kapde mein le jayenge
kandhe badal badal kar.
No comments:
Post a Comment