AasMan Se UTTara Gaya
Zindagii De Ke Maara Gaya.
Ishq Jiisne Kiya Soch Le
Wo To Be-MauTT Maara Gaya.
Merii Mehfiil Se Wo Kya Gaye
SaTTh Mein DiiL HaMara Gaya.
Mujhko Sahiil Ka Deke Fareb
MauTT Ke GhaaTT Utara Gaya.
MauTTT Se Bhii Jo Na Mar Saka
Usko NazrOn Se Maara Gaya...!!
No comments:
Post a Comment